Santa Banta Jokes Page 9



banta- khusiya kya hoti hai?
santa- pata nhi,meri to kaam age mai hi shadi hogayi thi..

banta- gajni mai amir ne itni solid body kaise banaye hogi?
santa- jab wo gym se wapas ata tha to 15 mint k baad bhul jata tha aur phir waps gym chala jata tha..

banta- ap kya kr rahe ho? santa- ish baby ki awaj record kr raha hu.. banta- wo kyu?
santa- wo jb bada ho jayega ,ushse ishka matlab puchunga..

banta- ye letter tm kise likh rahe ho? santa- khud ko. banta- ishme kya likha hai?
santa- malum nhi... santa- kyu? banta- abhi mujhe mili kaha hai...

santa- apk ghar mai kaun kaun rehta hai? banta- mai meri patni,meri saas, meri 7 saliya.
santa- phir to ap usi waqt muh kholte honge jab jamahi leni ho ya chik marni ho..

santa- mai to samjhta tha ki ap bade sarif aadmi hai..
banta- mai bhi apko sarif samjhta tha..
santa- ap to thik samjhe the, mai hi galat samjha tha..

banta- pehle to ap logo ko bahut haste the lakin ab kya ho gaya?
santa- meri shadi ho gayi....

?

santa- apki patni kyu bhag gayi?
banta- pata nhi! mai bathroom mai nahane gaya aur wo bhag gayi..
santa- lagta hai aisa mauke k liye bechri salo intzar krti rahi.....

santa- ap to hindi mai kafi tej hai, mujhe ye bataeye dwand kya hota hai? banta- dwand aise jode ko kehte hai jishme hamesha virodh rehta hai, jaise- sukh -dukh, sardi-garmi. santa- pati-patni...

santa- hm pati-patni tamil sekhna chahte hai.. banta- woh kyu? santa- hmne ek tamil bacha goud liya hai. hm sochte hai jab wo bolne lage ushse pehle hm tamil sekh le,,

santa- kya tm mujhe 100rs udhar de sakte ho? banta- nhi mai kisi ko udhar nhi deta.. santa- to nagad hi de do...

santa- radio kabhi newspaper ki jagah nhi le sakta.. banta- kyu? santa- kyuki radio se kabhi aag nhi jalaye ja sakti....

banta- durdarsan wale bore program kyu dekhate hai? santa- kyuki wo bacho ki sehat ka khayal rakhte hai. bore program bache dekhte nhi ishliye jaldi so jate hai...

santa- window sw jaldi kudo,police aa rahi hai.. banta- lakin ye 13th floor hai. santa- ye sagun afsagun sochne ka tym nhi hai,jaldi kudo...



Pages |1 2 3 4 5 6 7 8 9| Next | Last
















No comments:

Post a Comment

Plz Share it..